born2win

Thursday, November 17, 2005

Woh Dilli ki dopaharein.Woh loo ki chalti leherein.Woh 2 rupiye ki double-roti.Woh dukaanein chhoti chhoti.Woh nange paaon nikalna.Woh garm zameen ka jalna.socha tha kho na jaaye...mera sheher bahot yaad aaye...mera sheher bahot yaad aaye....